(moulana saad sb in this bayan) hum Muntakhab ahadis,hayatus sahab,bayanat mo.yusuf sb aur malfuzat mo.ilyas sb ka zarur mutala krte rahe take dawat ka faham,uski azmat,uski ahmiyat samne aaye isliye k in dono baap beto ne yani mo.ilyas sb or mo.yusuf sb ne dawat ko sahaba rd. se hi jora he, mene khud andaza kr liya he ki hayatus sahaba ko samne rakh kr kaam na krne se hmare kaam me zof peda ho raha he (continue.....)