hamaro kami ye he ki hum is kaam ko apni malumat,apne tajrabat se krna chahte he hamara 72 hours ko pura na krna,40 days pura na krna isliye ki hum samajte he ki ye to bas tablig to aik programme he,bas jitna ho kr le halanke sahaba wali tarbiyat or sahaba wali tarbiyat,nuraniyat aa nahi sakti jab tak hum sahaba wale tariqa e kaar pr aa nahi sakte or sahaba wale tariqa e kaar pr aa nahi sakte jab tak hayatus sahaba ka ba- gor mutala na kr le. (continue.....)