Thread
:
Nasiha of Sheikh Qari Amir ul hasan (khalifa of zakariya rah)
View Single Post
01-28-2012, 04:26 PM
#
5
gkruCRi1
Join Date
Oct 2005
Posts
505
Senior Member
Taalib Ilm ki Mashaqat ka waqiya :
Farmaya ke meay ek saathi thay jo Bukhara ke rahnay walay thay .Madarsay se inn ka khana jari nahi tha.Haftay mein jumarat ke din chakhu tez karnay ki mazduuri kiya kartay thay .saath -aath rupiye sham tak mil jatay thay ,iss se haftay bhar kaam chalatay thay.phir jumarat aanay par mazduuri kar liya kartay . raat ko Quran shareef padhtay raha kartay - Aisay Aisay taalib Ilm thay.
Quote
gkruCRi1
View Public Profile
Find More Posts by gkruCRi1
All times are GMT +1. The time now is
08:01 AM
.