Yeh post to bohot purani hai, lekin maiN search ke zariye idhar pohncha hooN .
Dr. Tahir ul Qadri sahib ke bare mein aksar yeh propaganda kia jata hai keh woh Saudia mein nahin jaa sakte..... pabandi hai waghera waghera.... lihaza main ne zaroori samjha keh REPLY kar dooN takeh SunniForum ke log aur khasoosan Topic Creator ko jawab mil jaye.
Alhamdolillah woh har saal UMRAH kartay haiN aur is sal (2011) mein HAJJ bhi kar rahe haiN.