|
![]() |
#1 |
|
Assalaam,
just like to share with you all.. Todays ignorant youths & salafi`s associate many baseless things on Fazaile amaal..one BIG of their claim is on sher (poetry) of written by Rashid ahmed gangoi (rah) to Maulana imdaadullah Mujahir makki (rah) which is recorded in fazaile amaal. ya ALLAH MAAF FRAMANA HAZRAT KE IRSHAAD SE TAHRIR HUA HOON JHUTA HOON KHUCH NAHI HOON TERA HI JIL HAI TERA HI WAJUD HAI MAI KYA HUN KHUCH NAHI HUN AUR JO MAI HAI WOH TU HAI AUR MAI AUR TU KHUD SHIRK DAR SHIRK HAIN (ASTAGIRULLAH ASTAGFIRULLAH ) ASAL ME WAHAN GALTI SE JO MAI HOON WOH TU HAI PRINT HO GAYA HAI....Correct is JO MAI HAI WOH TOH HAI SHER KA MATLAB: JO MAI HAI TO HAI--- yahan par MAI ka matlab ana (ego) hai mai yaani (myself) nahi hai ab sher ka matlab yeh hai ki jo mere andar mai (ego) hai woh to hai aur mai (ego) aur tu (ALLAH) dono ek dil me rahe yeh to shirk ki baat hai yaani jis dil me mai(ego) ho us dil me ALLAH bhi rahe yeh nahi ho sakta ALLAH toh tab aata hai jab dil se mai (ego ) nikalta hai.... Please forward to all..anyone plz translate in english..or else i will do. wassalaam |
![]() |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
|